RAKTPITTA MAHAGADA(haemorrhagic blood disease)

SAMPRAPTI GHATAK
dosa-pitta

dusya-rakt

adisdhan-yakrat,piliha

srotas-raktavah

ROGAMARG

1.Urdhvamarga(nasaakshikardaasya)

2.Adhomarga(medayonigudairadhah)

3.Romakupaisch samastaih


PURVA RUPA

sandanam sheetkamitvam kandhdhumaaynam vamih.
Lohganthisch niswaso...

BHEDA

1.Vatika

2.Petika

3.Kaphaja

4.Sannipataja

5.Dhandaja

Raktasravan ke marga ke adhar par

1.Urdhwaga-kaphasansrast

2.Adhoga-vatasansrast

3.Sarvaga-vata-kaphasansrast

LAKSHAN

sandresapandu sneham pichhalam cha kaphanvitam.
Swavavarnam saphenam cha tanu ruksam cha vatikam.
Raktapittam kasayaabham krasnam gomutrasannibham.
Mechakaagaardhumaabhamanjanaabham cha paitikam.

SAADHYAASAADHYATA

urdhwaga-pk-sadhya-virechana-kasaya,tikta ras(ausadhaadhikya)-sadhya

adhoga-pv-vaman-keval madhur ras(alpaosadhatvam)-yapya

ubhayaga-vpk-virudhopkram sthiti hone se vaman,virechan dono nisidh.-upkram-asadhya


CHIKITSASUTRA

1.Twarit stambhan-sabal rogi me nisidha

durbal rogi me hitkar.

2.Sabhal rogi me hitkar

3.Durbal rogi me nisith

-raktasrava ki aaranbha me upechha.

Langhan-ama ke paka ke lye-urdhvaga (k ka anubandh) ya tarpan(yavagu/sattu)-adhoga me (v anubandh)

urdhaga me langhan karane ke paschat tarpan ka prayoga kya jata he.

Adhog me pahle peya ka prayog kya jata he.

Laja tarpan-urdhvagag-dhana ke lave ka churna+gograta+madhu.

Pathya -chaval,arhar,parval,karela.

.Sanshodhan-urdhvaga-tarpana

Adhaga-yavagu

vayu balban hone par yavagu nahi dete he, mans ras dete he.

Sanshamani krya- jo sanshodhan yogya nahi hai. Yatha krash,garbhadi, baalak.

Atruskaadi kwath

ushiraadi churna

shatavary chhir-mutramargagata rakta pitta me

gudamargagata raktapitta-vat varoh aur vat shung ke kalk se paka hua dhudh.

Nasagata raktapitta-dusta rakta nikal jane par adusa ke swaras ka avpeedak nasya.

Durva,angur,eikh,anar ki kali ka ras tatha godugdh ka alag alag nasya dene se raktapitta band ho jata he.